6 Accords utilisés dans la chanson: C, Em, F, G, Am, Dm
Notez la chanson !
←
Retour aux accords pour Soprano
Changer de tonalité:
C
Maana dil dara dara hai
Em
Toota ye jara jara hai
F
Dil ke is bawandar ko
G
Thehar jaane do
C
Honth ye jara sile hai
Em
Khamohi ke silsile hai
F
Raat thodi gehri hai
G
Sehar aane do
Am
To kya hua jo toota
F G
Aaj sapna ye tera
C
To kya hua jo
F G
Aaj koi itna na mila
Am
Kabhi toh pura hoga ye
Dm G
Chahaton ka ghar
Am
Kabhi toh mil hi jaayega
Dm G
Tujhko humsafar
C
Tujhme na kami koi hai
Em
Bas tera ye din bura hai
F
Waqt ki ye baatein hai
G
Ise gujar jaane do
Am
Toh kya hua badla wo jo
F G
Kehta tha yahi
Am
Badal bhi jaaye duniya main
F G
Rahunga bas wahi
Am
Magar jahaan jarurat thi
Dm G
Woh raha nahi
Am
Saath ka toh chhodo
Dm G
Khayal tak nahi
C
Jaane do jo ja chuka hai
Em
Kaun kab kahan ruka hai
F
Baat ye fizool hai
G
Inhe bhool jaane do
Commentaires (0)
Aucun commentaire :(
Besoin d'aide, envie de partager une astuce, ou simplement de parler de cette chanson? Commencez la discussion!
Besoin d'aide, envie de partager une astuce, ou simplement de parler de cette chanson? Commencez la discussion!
Top Tabs et Accords de Dream Note, ne manquez pas ces chansons!
A propos de cette chanson: Waqt Ki Baatein
Pas d'information sur cette chanson.