6 Acordes utilizados en la canción: F, C, E7, Am, G, Ab
←
Vuelta a los acordes de Soprano
Transpose chords:
Patrón de rasgueo: d-d-uuu-dudu
Capo : 5th Fret
[Intro]
F C
E7 Am G
Aaaa Aaaa
[Verse 1]
F
Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
C
Hain saath par Hain saath na bhi
E7 Am G
Kya itni aasaan hain?
F
Dekho Dekho Jaise mere iraaday
C
Waise kahaan Tere yahan the
E7 Am G
Haan kitni naadan main
[Chorus 1]
F
Mere husn ke ilawa
C G
Kabhi dil bhi maang lo na
F
Haye pal mein
G
Main pighal jaun haan
F
Ab aisa na karo
C G
Ke dil judna paye wapis
F
Teri baaton
G
Se bikhar jaun haan
[Verse 2]
F
Mana zamana hai deewana
C
Isilye tune na jana
E7
Tere liye main
Am G
Kaafi hoon
F
Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
C
Atey ho kyun masoom ban kar?
E7
Tere liye main
Am G
Kya hi hoon?
[Chorus 2]
F
Phir aatey kyun yahan
C G
Karne aankhon mein Ho baarish?
F
Ab aye
G
Toh theher jao na
F
Aur poocho na zara
C G
Mere din ke bare mein bhi
F G
Bas itne mein Sambhal jaun haan
[Pre-bridge]
F Am
Haan ek din Kabhi koi
F C
Jab bhi padhe Kahani teri
E7 Am
Lagta mujhe Mere naam ka
F G
Zikr kahin Bhi hoga nahin
[Bridge]
C
Haan
Am
Main yahin
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Dekho yeh dil ka haal kya
Am
Hothon se hota na bayan
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Kaisa naseeb hai mera
Am
Milke bhi na mujhe mila
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Teri adhuri si wafa
Am
Maangu main maangu aur na
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
[Verse 3]
F
Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
C
Chahe bhi dil toh bhi na jeete
E7 Am G
Main iss daur mein nahin
F
Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
C
Baatein yahi dekhoon jahan bhi
E7 Am
Main is daur se nahin
⇢ ¿No estás contento con esta tab? Ver 1 otra(s) versión(es)
Comentarios (1)
Filtrar por:
Top Tabs & Acordes de Anuv Jain, ¡no te pierdas estas canciones!
Acerca de esta canción: Husn
No hay información por esta canción.